Photo Editing

New Snapseed Photo Editing Background change|Snapseed Editing

Join for more

Hi guys to kaise ho aap Aaj main is blog aapko batane wala hun new Snapseed photo editing background colour change aap apne photo ke background ke colour ko Snapseed ki help Se Kaise change kar sakte ho and Kaise acche se edit kar sakte ho to aapke liye ya article Kafi interesting hone wala hai Tu sabse pahle start Karte Hain.New Snapseed Photo Editing,New Snapseed Photo Editing.

Snapseed Editing Background color change:-

How To Edit in Snapseed:- Sabse pahle kya karna hai ki aap ko Apne gallery mein se apni photo ko Snapseed ke andar share kar lena hai share karne ke bad aapko vahan per Pan wale icon per click karna hai aur uske bad aapko tune image mein jakar thoda bahut apni photo ke sabse colour adjust aur kar lena hai aur thoda bahut brightness ko bhi increase kar lena hai Uske bad aapko dance kar dena hai aur uske bad aapko Dobara Pan wale I can per click Kar Ke lens blur wale option per click karna hai uske bad Iske setting Mein jakar Iske round ko kam kar dena hai and Uske bad band kar dena hai ke bad aapko back a jana hai aur aapko vahan per Upar Mein Ek bhi ho edit option dikh Jaega vahan per click karna hai aur uske bad jo aapane bhi lens Bala wale option ko jo select kiya tha uske liye ko select kar lena hai and vahan per aapko arrange Karke only background Mein Chala lena hai and Uske bad save kar ke back a jana hai Uske bad direct aapko Apne photo ko Snapseed se light room ke andar share kar lena hai.

Then,Add Your Photo In Lightroom For Color Grading

Lightroom main aane ke bad usse pahle aapko Ek presets ke link Milegi aapko use download kar lena hai Jiska naam hai Aqua and orange aapko iska link niche Diya gaya hai aap isliye download kar sakte ho aapko koi bhi pareshani nahin Hogi uske bad is link ko light room ke andar import kar lena hai aur vahan per aapko is presets ko open karne ke bad Iske setting ko copy kar lena hai Uske bad aapko Apne photo ko open karna hai jo ki aapane abhi Snapseed se save kiya tha use per jakar jakar aapko pest setting kar dena hai aur aap ki process apply ho jayegi aur agar aap ko vahan per Koi colour ya FIR light adjust karna hai to aap apne hisab se kar sakte hain and yah sab karne ke bad aapko light room ke andar Apne photo ko save kar lena hai.

Before And After:-

Picsart photo editing:-

Then, Go In Picsart:- Uske bad aapko jo aapane abhi light room ke andar photo save Chahta use Photo Ko picsart ke andar import kar lena hai aur aapko Yahan per Kuchh PNG add karni padegi Jiska link aapko Mil Jayega jaise ki aap bilkul free mein download kar sakte hain to link main aapko butterfly PNG aur ek particle PNG Milegi Jisko download karna hai download karne ke bad sabse pahle aapko butterfly PNG ko Apne gallery mein se add kar lena hai apne photo per Uske bad aapko vahan per blind mein jakar screen kar dena hai aur uska adjust Mein jakar Thoda colour change kar dena hai jo ki background Se Match Ho Jaaye and Uske bad aapko Dun kar dena hai aur next aapko particle PNG add karna hai hai usko bhi ISI Tarah Se adjust Mein jakar colour ko change kar dena hai aur blend mein jakar screen kar dena han aapke photo per donon PNG save hone ke bad aapka photo Achcha lagega and aapki photo complete edit ho chuki Hogi Uske bad aapko apni photo ko save kar lena hai.

Download Png :-

light Png
partical Png
Butterfly Png
Butterfly Png

Download Png

Agar aapko yah edit karne mein koi bhi pareshani a rahi hai to aap mujhe direct Mere Instagram par contact Karke Mujhse poochh sakte hain Agar aapko copy paste karne mein coding problem a raha hai to Uske bare mein ek proper article Main Likh Rakha Hai Jisko ki aap padh kar samajh sakte hain aur aapko Hamare website per Kafi Sare editing se related article mil Jaenge aur background PNG bhi mil Jaenge Aur lightroom presets bhi jo ki bilkul free hai jisse app download karke aap apni photo mein use karte ho to Milte Hain aur Akon exciting artical ke sath tab tak ke liye cu.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button