Dark Blue Lightroom Presets Free Download
Hi friends to kaise ho aap log aaj main aapko is article mein Main yah batane wala hun ki ki aap light room ke andar Dark Blue type ki photo editing kaise kar sakte ho,aur sath hi Mein Main aapko blue and projects bhi dene wala hun. jisse ki aap bilkul free mein download karke aap apne light room ke andar use kar sakte hain uske liye sabse pahle aapko is blog ko pura padhna hoga tabhi aap Jaan paoge Ki Kaise isko download karna hai and kya se aapko isko use karna hai.To Chaliye Jyada der Nahin karte hue Shuru Karte Hain.Dark Blue Lightroom Presets Free Download.
(1) Import Your Photo in lightroom application:-
Lightroom Me Add Kre:- Sabse pahle main is presets ke bare mein Bata deta hun yah blue and orange tune type ka presets hai jisse ki aap apne lightroom app ya FIR Adobe lightroom PC mein bhi download kar sakte hain ise use karna Kafi Aasan hai aur bahut logon ko ismein koi bhi problem aata hai to aap iska manual editing bhi kar sakte hain jo ki main aapko Aage batane wala hun iske liye sabse pahle aapko Play Store per Sel item application Ko download kar lena hai Kyunki yah photo editing. Ham ISI application ke andar kar sakte hain to aapko Play Store par jana hai aur aap kahan se lightroom application Ko download kar lena hai uske bad aap ko Aage ka process start karna hai.
(2) Lightning Adjust :-
Light Ko adjust Kre:- To sabse pahle aapko ek photo shoot kar wale Nahin Hai Aap Kahin Bhi Karva usse Koi koi problem Nahin Hai and Uske bad aapko Apne photo aur light room ke andar import karna hai lighter mein aane ke bad aapko mein bahut Sare tools dekhne ko Milenge lekin aapko vahan per Khabar Aane ki jarurat Nahin Hai Yahan per sabse pahle aapko Apne photo ki lighting adjust karni hai to Yahan per aapko Dhyan dena hai ki aap Aisa light adjust Kare Jo ki Jyada vah Na Ho Aur Jyada Dar Kabhi Na Ho To aap apne photo ke sabse Apne photo ke lighting ko adjust kar sakte hain.
(3) Color Grading:-
Mix Tools:- Photo ki lighting ko adjust karne ke bad aapko Apne photo mein colour ko adjust karna hai to uske liye sabse pahle aapko temperature ko thoda kam kar dena hai aur ko bhi thoda kam kar dena hai uske bad aapko mix wale tools Mein Chale Jana Hai Jahan per aapko bahut Sare colours dekhne Ko Mil Jaate hain lekin aapko Yahan per ghabrane ki jarurat Nahin Hai Yahan per aapko Sabhi colour ko acche se adjust karna hai ine Sabhi colour ko aapko Apne photo ke hisab se adjust kar lena hai.
(4) Add Some Effect:-
Effect Ad kre:- Yah sab hone ke bad last main aapko Apne photo mein thoda bahut effect add karna hai jaise ki texture clarity vignette, in sabhi ko add kar lena hai jisse ki aapki photo main thodi bahut galat add ho jaaye aur aapko noise reduction ko bhi use karna hai jisse ki aapke photo mein smoothness a Jaaye aur aapki photo Thodi Dekhne Mein acchi Lage Aur aapki photo ki quality improve ho jaaye yah sab hone ke bad aapki photo blue and orange type ki ho jayegi and aap ki photo acchi Dekhne Mein Lagne Lage ki.
Aur Bhi Photo Editing dekhne Ke Liye Saha Social Visit Kre.
Before & After:-
Agar aap is editing Ke Upar video dekhna Chahte Hain To Aap Hamare YouTube channel ko jakar visit kar sakte hain Jiska Naam Saha social Hai vahan per aapko Sabhi presets wali video dekhne Ko Mil jaenge Jisko Dekh Kar aap apne photo ko Kafi aasani se edit kar. sakte hain aur aapko Hamare website per Aur Bhi Sare presets mil Jaenge Jisko ab bilkul free mein download kar sakte hain ,main Asha Karta Hun Ki aapko yah artical Pasand Aaya hoga to Milte Hain Ek Aur Nahin blog ke sath tab tak ke liye bye bye.