Cb Editing BackgroundLightroom Editing

New Lightroom Photo Editing Background change||Lightroom Editing

Join for more

hello guys to kaise ho aap log aaj main aapko is article mein bataunga new Lightroom Editing background change jismein ki aaj main aapko is video mein lightroom Se kaise aap apne background ko change karke Kuch Is Tarah ka kar sakte ho aapko main Sare step-by-step bataunga to aap is video ko pura dekhna aur is article ko pura padhna aur yah sab chijen light room ke andar karne Wale Hain Tu Chali gai jyada der Nahin karte hue shuru Karte Hain. New Lightroom Photo Editing,New Lightroom Photo Editing.

New Lightroom Photo Editing Tutorial:-

sabse pahle aapko Play Store par light room Ko download kar lena hai jo ki bilkul free hai aur aap ise Download Karke free mein use kar sakte ho to sabse pahle kya karna hai ki aapko ek photo shoot karva lena hai jo ki Aap kahin Bhi karwa sakte ho Uske bad aapko Apne photo ko Lightroom application ke andar import kar lena hai usse pahle aapko 1 presets download karna hai jiska link aapko niche mil jaega jisse aap bilkul free mein jakar download kar sakte ho download karne ke bad is process ki setting ko copy kar lena hai aur bech a Jana Hai Uske bad aap ko Apne photo ko light room ke andar import kar lena hai aur use photo per jakar best setting kar dena hai to Abhi aapki photo mein Ek Bar and orange type ki look a Jayegi lekin aapko bahut sara change karne hain to uske liye kya karna hai guys ki Agar aapke photo mein jyada brightness hai ya FIR kam to aap Uske hisab se apne photo ko adjust kar sakte ho adjust karne se kya hoga ki aap ki photo Ki Thodi lighting acchi ho jayegi and jisse aap ki photo copy acchi Dekhne mein lagegi.

Lightroom Me Photo Editing kese Kre.

How To use Mix Tools In Lightroom:-

Uske bad aapko colour wale option mein Jaana Hai Agar aapke photo mein jyada blue colour a raha hai to aapko temperature ko badha lena hai agar aapke photo mein kam blue a raha hai to aapko temperature ko minus mein kar lena hai uske bad Uske hisab se tint ko adjust kar lena hai uske bad Agar aapko koi sa colour Jada Lage to aap makes wale tools mein jakar adjust kar sakte ho Agar aapko aisa lag raha hai ki blue colour jyada hai to aapko Mix wale tools mein chale Jana Hai Uske bad aap ko green colour ke situation ko kam Karke Is Tarah Se yellow colour ko kar dena hai aapko yah sab colour ko Apne photo ke sabse adjust kar lena hai jisse ki Is Tarah Se a jaaye Uske bad aapko Apne photo mein thoda bahut effect add karni hai jisse ki aapki photo mein clarity aur aap Dhyan rakh thoda aapka photo jyada dark ho to jyada achcha lagega sabhi chijo ko aapko Apne photo ke sabse adjust Karke save kar lena.

snapseed Me Background Ko Blur Kese Kre

Agar aapko Lage ki aapke photo ki background ki quality kam ho gai hai to kya karna hai kya aapko Snapseed application ke andar Apne photo ko open karna hai uske bad aapko lens colour per jakar aapke Apne photo ke background ko blur kar dena hai jisse ki aapki photo bilkul acchi lagne lagi aur sar per lagne lagi aap ISI Tarah Se Har photo ko edit kar sakte hain.Agar aapko Nahin pata to aap Snapseed ke andar Aur Bhi bahut sari type ki photo editing kar sakte hain jiske bare mein main pahle se aapko bahut Sare article Bata Rakha Hai Aap hamare website par jakar dekh sakte hain jaise ki aap apne a photo ko retouching aur apne photo ki background ko bhi change karke editing kar sakte hain vah bhi Snapseed ke andar Agar Yahan sab aapko editing tutorial padhna hai to Aap hamare pichhle wale article ko padh sakte hain jismein main pura details mein aap sabhi ko bataya Hai kisne upset ke andar aap background change karke photo editing kaise kar sakte hain.

Before And After:-

Lightroom Editing
lightroom Editing

Download More Background and Lightroom presets:- 

aur editing karne ke liye aapko background ya FIR lightroom ke presets ya FIR Aur Bhi PNG download karne to padegi jisse aap use kar sakte hain Apne photo mein to aap yah sab chijen hamare website se bilkul free mein download kar sakte hain aur Jaise aap apne photo mein free mein use bhi kar sakte hain light room ya FIR picsart ke andar asha karta hun ki aap ko yah article Pasand Aaya hoga.

leaf Png
leaf Png
Download Presets

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button