Instagram Viral Photography Editing Using Lightroom cc And Snapseed
hi guys to kaise ho aap log aaj main aapko is artical mein bataunga ki aap mobile photography kaise kar sakte ho, aur vah bhi Kafi acchi and aap usko professional type ke editing bhi kar sakte ho aapane Kuch Is Tarah Ke editing to Instagram par Jarur Dekha Hoga aur aaj ham Is Tarah Ki editing and photo click karne Wale apne phone Se Tu Chali jyada der nhi karte hue shuru Karte Hain, aur han aapko Main Bata DU ki is photo ko, Aap Jo Dekh rahe Ho ismein jitne bhi chijen Ki Hain Sabhi apne phone se ki hai and is photo click main redmi Note 7 Pro Se Kiya Hai To Shayad aapko Aisa Na Lage Ki Main is photo ko DSLR se click Kiya Hai, instagram Viral Photography.
Instagram Viral Photography Editing:-
step 1- sabse pahle main aapko Bata dun ki faisla aur phone mein Kitna fark Nahin Hota agar aapko 1 normal photo leni hai and aapke creativity ke upar hai ki aapka mind kis hisab Se chalta hai, and aap kis Tarah Ke hote hain and Usi taraf se aap apne photo ko improve kar sakte hain, jaise ki main is photo ko liya hai and Kafi normal photo and Kafi normal flower joki aapko kahin Bhi dekhne Ko Mil jaega ,and Jaise main use flower Ko Dekha To Maine socha kyon na usko click kiya jaaye and Main Usko click karne ke bad mein Thoda Sagar muskara touching kar dunga to yah Kafi acchi and professional lagegi and Kafi beautiful lagega Tum main sabse pahle Jo Mera phone hai mere pass redmi Note 7 Pro Hai ,To Main use phone se photo ko click Kiya, and thoda achcha angle se main 45 photos click ki ismein ki mujhe ek Kafi achcha Laga and use photo Maine sev kar liya and Is Tarah Se aapko bhi Apne Kisi ya koi sabhi photo click kar lena hai and apne phone Se Hi kar sakte ho aapko Koi camera lene ki jarurat Nahin Hai and Uske bad aage ka process start karna hai.
Using Lightroom and Snapseed
Step 2- to sabse pahle maine apne photo ko Snapseed application ke andar import Kiya Jahan per ki hamen thoda blood effect dalna Hai To vahan per aapko bahut accha lens blur option dekhne ko milega jiska use Karke aap apne background ko Kafi achcha wala kar sakte bilkul DSLR type ka To Main vahan per add kar liya Uske bad aapko train wale kam per jana hai and vahan per aapko bahut Sare tools dekhne Ko Mil jaenge vahan per aapko lens blur per click karna hai and aapko ladkiyon ko halka Sa increase karna jaise ki hamari background bilkul hi blood Ho jaaye and hamari object Kafi acche se lekin uske liye aapko Apne hisab se blood ko adjust kar lena hai and Uske bad aapko dun kar dena hai aapko karna hai aur aapke pure per chala lena hai and Agar aapko iska tutorial Dekhna Hai ,To Aap hamare YouTube channel par jakar visit kar sakte ho vahan per aapko pura video mil jaega se dekh kar aap Is Tarah Ke editing kar sakte ho and blur krne ke baad aapko Snapseed se photo ko share kar lena hai lightroom app ke andar.
Before & After:-
Step 3- Yahan per aapko aane ke bad auto tool ka use karte hue Apne lighting ko adjust kar lena hai and aapko Apne photo mein Dhyan Dene Ki green tune dalna Hai Nahin to aap koi sa bhi green tone preset bhi apply kar sakte ho and aapko ismein clarity jyada rakhna hai aur aapko mix wale tools mein jaate Hue green colour ke hue ko pura hundred plus kar lena hai and saturation ko bada dena hai uske bad Jo baki bacha colour hai Sabhi Ke saturation ko minus mein kar dena hai and Uske bad aapko beta jana hai and aapko colour laya mein jakar green colour ko select karna hai and an kar dena hai.
last mein aapko Apne photo mein kuchh effect add karna hai jaise ki clarity and Ha vignette ko aapko jyada rakhna hai jisse ki hamare Photo ki puri background mein dark effect jaaye And ise hamari photo mein Kafi acchi dark tone aa Jayegi kese Uske bad aap ko apni photo mein Sharping ko add karna hai aur yah sab karne ke bad hamari photo bilkul aadat ho chuki and aap example dekh sakte ho Is Tarah Se Kafi photo edit Kiya jisse ki aap dekh sakte ho and I hope ki aap ko Pasand kaise aap Jarur hamare aur aage ka article padh sakte hain.
More Images:-
- Click By Redmi Note 7 Pro
- Color Grad (Lightroom)
- Snapseed