Application

Top 5 Editing Application For Android – Saha Social

Top 5 photo Editing application

Join for more

Hello friends to kaise ho aap log,aaj main aapko is article Mein top 5 photo editing application batane wala hun jo ki aapke liye Kafi useful hone wale,jisse aap Agar use karte ho to aap apne photo ko Kafi aasani se edit kar sakte ho main Kuchh Aise application ke bare mein bataunga,jisse ki Sabhi chijen Kafi aasani Se Ho Jaati Hai Kuchh Aise Hain jismein ki aap Sabhi editing kar sakte ho jaise ki manipulation editing CB editing background change wali photo editing aur kuchh application aisi hai jismein ki aap professionally photo ke colour retouching Aur Bhi bahut sari chijen kar sakte ho Tu yah Sabhi jaane ke liye aapko kya karna hai ki is artical ko pura padhna hai jisse ki aap Jaan paoge Ki kaun kaun se application and kaise use karna hai to Chaliye Jyada der Nahin karte hue Shuru Karte Hain.top 5 Editing application,top 5 Editing Application. top 5 Photo Editing application. Top 5 Photo Editing Application

Top 5 Editing Application For Android user:-

(1).Picsart:-

Sabse pahle Aata Yahan per Picsart aap mein se bahut Sare log is application ke bare mein Jante Honge yah to aap pahle Jarur use Kiya Honge Kyunki yah Ek Aisa application hai jo ki Kafi iji hai use karna aur bahut sari Tarah Ki editing aap kar sakte ismein Agar aapko Aasan shabdon Mein karen to yah mobile ka photo shop hai Kyunki Agar aapka mind set Achcha ya FIR aap ko Kafi Nahin Idea Aate Hain To aap is application mein bhi bahut acchi photo editing kar sakte Aur Main aapko Bata Dun ki abhi bhi bahut professional editor a FIR photographer is application ka use Karke Kafi acchi photo upload karte hain Apne social media per aap jakar dekh sakte ho Tumhen is application ke bare mein batao to yah aapko Play Store or Apple store donon Jagah available mil jaati hai to aap donon Jagah Se download Kafi aasani se kar sakte ho aur yah application bilkul free hai hai yahan per aapka koi bhi charge Nahin Lagta Hai and agar aap isase pahle vah download karte ho to sabse pahla interface iska Kafi Aasan hai and use karne mein bhi Kafi Aasan hai aapko Yahan per Kafi Sare tools Aise mil jaenge jaise ki aap kahan per aasani se photo edit kar sakte ho jaise ki aapko photo kya kar background cutout karna hai to uske liye Kafi aasani se Tola Jisko Koi sirf aap 1 click karke hi photo ke background ko cut kar sakte ho per Yahan per aapko effect Wale Bhi option mil Jaate Hain Jahan Ki aapko bahut acche acche effect dekhne ko Milte Hain jisse ki aap apne photo mein Laga Ke Kafi acchi additing kar sakte ho aur aapko Yahan per Kafi Sare sticker background PNG bhi available hai is application ke andar jo ki aapko bilkul bahar se download karne ki jarurat Nahin Hai Sabhi se aapko sirf ek application ke andar mil rahi hai to bhai aur kya chahie aap is application Ko Ek na Ek Bar Jarur download Karen use Karen fir jakar review de.

PicsArt

(2). snapseed

Snapseeed Se Edit kese kre:- To Yahan per main list mein dusre number par aata hai Snapseed application yah Bhi picsart ke Tarah Hai lekin aapko ismein Kuchh To Aise Milte Hain Jo ki picsart mein aapko Nahin Milte jaise ki selective aur healing card tool aur Yahan per aapko bahut sari chijen Nahin dekhne ko milati hai aur Yahan per aapko bahut iji Centre FIR dekhna Milta hai aur Yahan per bhi aap bahut acchi acchi Tarah ki photo editing kar sakte hain aur Yahan per aap apne photo ko colour grading bhi kar sakte hain vah bhi Kafi aasani se aur Yahan per agar aap selective option ka use karte hain to aap kafi chijen Apne hisab se adjust kar sakte hain jaise ki face ki brightness background ki saturation colour sabhi chijen ko bahut hi aasani se aap adjust kar sakte hain tap Ek Bar se Jarur use Karen yah Play Store or Apple store donon Jagah available hai.

Top 5 Editing Application
Snapseed

(3). Adobe Lightroom

Lightroom Se Edit Kese Kre:- List mein main Teesri number per Naam Aata Hai Hamara Adobe light room cc ka Iske bare mein baat karo to you ek bahut professional editing application hai jo ki PC mein hai and Uske Kafi Sare tools aapko mobile application mein dekhne Ko Mil Jaate Hain jaise ki selective healing aur Yahan per sabse acchi baat yah hai ki aap ismein pratishat ko bhi bahut hi aasani se use kar sakte hain aur agar aap Yahan per process ko use Karke Apne photo ko edit Karte Hain To aap ka Kafi Jyada time bad Jaega and Yahan per told ke bare mein baat karo to Kafi Naina new Tools Tarse Hai Jaise kis lagti healing profiles lens mix tools bahut Sare tool se aap ek bar Jarur Dekhen yah bhi Play Store or Apple store donon Jagah wale wale.

Top 5 Editing Application

lightroom

(4). pixlab

Yahan per 4th number ki application ke bare mein baat karo to hua hai pixlab aap ise use Karke Apne a Kafi acche acche banner bana sakte ho aur Yahan per aap kafi acche text ko Apne photo par add kar sakte ho jisse use Karke Kafi YouTube Apne YouTube video thumbnail bhi edit karte hain just like Nahin Main Bhi Apne sari YouTube video ki thumbnail pixlab Se edit karta hun Kyunki Yahan per aap kafi professionally tarike se apne thumbnail ko edit kar sakte hain aur Yahan per aapko thumbil banane ke liye bahut Sare tools available hai jo ki aapke liye Kafi helpful hai aur aap ka Ek Naya aur Achcha thumbnail Banane Mein help Karega.

(5).Autodesk

Yahan per Hamara first aur last number per Aata Hai Autodesk application aap aap Sabhi se Jo log bhi photo editing Karte Hain aapane Ek na Ek Bar is application ka naam Jarur Suna Hoga ya FIR use Kiya hoga Kyunki aap is application se bahut sari chijen kar sakte hain jaise ki aap apne face ko bilkul Photoshop Ki Tarah is smooth kar sakte hain ya FIR Apne hair ko Kafi smoothly edit kar sakte hain aur jahan tak ki aap is application se drawing bhi bana sakte hain to is application se bahut sari chijen aap kar sakte hain jo ki Shayad mujhe bhi nahin Pata Hai Kyunki Main ismein sirf Apne photo ki hai aur face edit alava koi bhi Kam Nahin karta lekin aapko mein sahi batao to aap ke liye yah application Kafi helpful hai agar aap se download karte hain to aap is application ke madad se aapke photo editing karne mein Kafi aasani Hogi to aap ise bar Jarur try Karen yah aapko Play Store or Apple store donon Jagah bilawal Mil Jata Hai.

Autodesk

insabhi App Ko Aap Playstore Par Jake Free Me Download Kr Skte Hai.

All Apps Is On Available On Playstore you Can Download it’s All Free.

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button